Kab Tak Hum yun Mar Jayaingea Kab Tak Hum Yun Dhab Jayaingea Woh Dekho Jala Ghar kisi ka Kal shab Kab Tak Hum yun Bikhar Jayaingea Mohabat Ne Odhe li ha chadar kab ki Kab Tak Hum Yun Dikhlayaingea Khouf Se Douchaar hai Yanha Sab Kab Tak Hum yun Chup Jayaingea
Comments
Post a Comment